Mirza Ghalib - Qataa kijiye na taluq hum se..
Qataa kijiye na taluq hum se,
Kuch nahi hai to adaavat hi sahi..
Mirza Ghalib - Rahi na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhi..
Rahi na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhi,
To kis umeed pe kahiye ke arzuu kya hai..
Mirza Ghalib - Baad marne ke mere ghar se yeh samaan niklaa….
Chand tasaveer-e-butaan, chand haseenon ke khatoot*.
Baad marne ke mere ghar se yeh samaan niklaa..
(khatoor;letters)
Mirza Ghalib - Meri kismat mein gham gar itna tha..
Meri kismat mein gham gar itna tha,
Dil bhi yaa rab kayi diye hotay..
Mirza Ghalib - Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota..
Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota,
Diboyaa mujhe ko hone ne, na hota mein to kya hota..
Mirza Ghalib - Ronay se aur ishq mein be-baak ho gaye..
Ronay se aur ishq mein be-baak ho gaye,
Dhoye gaye hum itney ke bass paak ho gaye..
Mirza Ghalib - Rahiye ab aesi jagha chal kar jahan koi na ho..
Rahiye ab aesi jagha chal kar jahan koi na ho,
Hum-sukhan koi na ho, aur hum-zubaan koi na ho,
Parriye gar beemar to koi na ho teemar’daaar*,
Aur agar mar jaayiye to noha-khuwaa’n* koi na ho..
(teemar’daaar;caretaker, noha-khuwaa’n;noha reciter)
Mirza Ghalib - Ishq per zor nahin, yeh woh aatish..
Ishq per zor nahin, yeh woh aatish Ghalib,
Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bujhayy..
Mirza Ghalib - Be-Khudi Be-Sabab Nahi’n ‘Ghalib’..
Be-Khudi Be-Sabab Nahi’n ‘Ghalib’,
Kuchh To Hai Jis Ki Parda-Daari Hai…
Mirza Ghalib - Khulta kisi pay kya mery dil ka muamla..
Khulta kisi pay kya mery dil ka muamla,
Shairon k intekhab nay ruswa kia mujhy..!!
Mirza Ghalib - Toote hain sheesha dil haaye dil itne
Toote hain sheesha dil haaye dil itne ke ehl-e-dard,
Rakhte hain paaon khaak par sau baar dekh kar..
Mirza Ghalib - Ye na thi hamari kismat ke visaal-e-yaar hota..
Ye na thi hamari kismat ke visaal-e-yaar hota,
Agar aur jeetey rehtey, yehi intezaar hota,
Tere vaade pr jiye hum to yeh jaan jhoot jaana,
Ke khushi se mar na jaate agar aitbaar hota,
Teri naazuki se jana ke bandha tha ehd-boda,
Kabhi tu na torr sakta agar ustuvaar hota,
Koi mere dil se puuche tere teer-e-neem-kash ko,
Yeh khalish kahaan se hoti jo jigar ke paar hota,
Yeh kahan ki dosti hai ke bane hain dost naaseh,
Koi charaa-saaz hota koi gham-gusaar hota,
Rag-e-sang se tapaktaa woh lahuu ke phir na thamta,
Jise gham samajh rahe ho yeh agar sharaar hota,
Gham agarche jaan-guseel hai pr kahan bachen ke dil hai,
Gham-e-ishq gr na hota gham-e-rozgaar hota,
Kahoon kis se main ke kya hai shab-e-gham buri balaa hai,
Mujhe kya buraa tha marna agar aik baar hota,
Huye mar ke hum jo rusvaa huye kyun na gharq-e-dariyaa,
Na kabhi janaaza uthta na kahin mazaar hota,
Ussey kaun dekh sakta ke yagaana hai woh yakta,
Jo duii ki buu bhi hoti to kahin do chaar hota,
Yeh masaayel-e-tasavvuf yeh tera beyaan Ghalib,
Tujhe hum walli samajhte jo na baada-khuwaar hota..

Mirza Ghalib - Zahid sharab peene de masjid mein beth kar..
Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)
Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
(Ahmad Faraz)
Mirza Ghalib - Usey khuda bana daala
Hum Ne Mohbaton Ky Nashe Me Aa Kr Use Khuda Bana Dala,
Hosh Tab Aaya Jab Us Ne Kaha Ky Khuda Kisi ek Ka Nahi Hota…
Mirza Ghalib - Tu wo zaalim
Tu wo zaalim hai Jo Dil mn reh kr b mera na ban Saka “Ghalib”
Aur Dil wo kafir Jo mujh mn reh kr b tera hogaya…
Mirza Ghalib - vo aaye ghar me
ye jo ham hijr me.n diivaar-o-dar ko dekhate hai.n
kabhii sabaa ko kabhii naamaabar ko dekhate hai.n
vo aaye ghar me.n hamaare Khudaa kii kudarat hai
kabhii ham un ko kabhii apane ghar ko dekhate hai.n
Mirza Ghalib - ye na thee hamaaree qismat
ye na thee hamaaree qismat ke wisaal-e-yaar hota
agar aur jeete rehte yahee intezaar hota
tere waade par jiye ham to ye jaan jhooT jaanaa
ke KHushee se mar na jaate agar ?eitabaar hota
Mirza Ghalib - ishq ne Ghalib nikammaa kar diyaa
Gair lei.n mehfil mei.n bose jaam ke
ham rahe.n yu.n tashna-alab paigam ke
Khat likhe.nge garche matlab kuchh na ho
ham to aashiq hai.n tumhaare naam ke
ishq ne ?Ghalib? nikammaa kar diyaa
varnaa ham bhi aadmi the kaam ke
Mirza Ghalib - dil ko beqaraaree hai
fir kuchh is dil ko beqaraaree hai
seena zoya-e-zaKHm-e-kaaree hai
Fir hue haiN gawaah-e-ishq talab
ashq_baaree ka hukm_zaaree hai
be_KHudee be_sabab naheeN ?GHalib?
kuchch to hai jiskee pardaadaaree hai?.
Mirza Ghalib - Hathoan ki lakiroan pay
Hathoan ki lakiroan pay mat ja ai Galib
Naseeb un k bi hote hain jin k hath nehen hote
Mirza Ghalib - Jahan KHUDA Nahin hai
Peenay dai sharab masjid main baid kay Galib
Ya woh jaga bata jahan KHUDA nehen hai !!!!
Mirza Ghalib - Beemar ka haal acha ha
Unke Dekhne se jo aa jati he muhn per roneq
Woh samajte hain k beemar ka haal acha hai !
Mirza Ghalib - Go haath mai janbish nahi
Go haath mai junbish nahi, aankho mai to dam hai
rehne do abhi saaghar-o-miina MERE aagay
Mirza Ghalib - Bohat bayabroo ho kar
Nikalna khuld say aadam ka sunte aaye hain lakin
Bohat bayabroo ho kar teray kochay say hum niklay
Mirza Ghalib - Unka Milna
Saray raah jo unsay nazar mili?
To Naksh dil kay ubhar gaye?
Hum nazar mila kar jhijag gaye?
Vo Nazar jhuka kar chale gaye?
Mirza Ghalib - Duniya kareeb se
jab se dekhi hai hamne duniya kareeb se
lagne lage hai saare rishte ajeeb se

No comments:
Post a Comment