Monday, 31 October 2016

Sahir Ludhianvi - Bhadkaa rahe hain aag


Bhadkaa rahe hain aag lab-e-naghmagar se hum,
Khamosh kya rahenge zamaane ke ddar se hum,

Kuch aur badh gaye jo andhere to kya hua,
Maayuus to nahin hain tuluu-e-sehar se hum,

Le de ke apne paas faqat ik nazar to hai,
Kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se hum,

Maaana ke is zameen ko na gulzaar kr sake,
Kuch khaar kum to kar gaye guzre jidar se hum...



भड़का रहे हैं आग लब-ए-नागमगार से हम,
खामोश क्या रहेंगे ज़माने के डर से हम,

कुछ और बढ़ गए जो अँधेरे तो क्या हुआ,
मायूस तो नहीं हैं तुलू-ए-सहर से हम,

ले दे के अपने पास फ़क़त इक नज़र तो है,
क्यों देखें ज़िन्दगी को किसी की नज़र से हम,

माना के इस ज़मीन को न गुलज़ार कर सके,
कुछ खार कम तो कर गए गुज़रे जिदर से हम...

No comments:

Post a Comment

Featured post

Barsaat Shayari – Kitni jaldi zindagi guzar

Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai, Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai, Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai, Neend aati ...

Popular Shayari